Quotes in Urdu About Life Reality
If You are looking for quotes in Urdu about life reality first let us know what is the life. Life is full of lessons, and reality often teaches us things we don’t expect. Reading quotes in Urdu about life reality helps us understand these lessons deeply. These quotes show the truth about life and inspire us to face challenges with strength. They remind us that life’s struggles are temporary and guide us to live with patience and hope.
انسان آخری لمحے تک اپنے آپ کو یقین دلاتا رہتا ہے کہ موت دوسروں کو ہی آتی ہے، مجھے شاید نہ آئے
Insan akhri lamhe tak apne aap ko yaqeen dilata rehta hai k moat dusron ko hi ati hai, mujhe shayad na aye

انسان کی تربیت کا فرق ہوتا ہے
ورنہ جو سن سکتا ہے
وہ سنا بھی سکتا ہے
Insaan Ki Tarbiyat Ka Fark Hota Hai
Warna Jo Sun Saktaa Hai
Wo Sunaa Bhe Sakta Hai

ہم ضرورت پڑنے پر ضروت مند بن جاتے ہیں اور ضرورت ختم ہونے پر غیرت مند، مگر احسان مند کبھی نہیں بنتے
Hum zarorat parne pr zaroratmand ban jate hain aur zarorat khatam hone par ghairatmand, magar ahsanmand kabhi nahi bante
Quotes in Urdu about Life Reality

جب ہمارے احساس کو بہت بری طرح روندا جاتا ہے تو
پھر کسی سے احساس کا رشتہ جوڑنے کا دل نہیں کرتا
Jab Hamaray Ehsaas Ko Bohot Buri Tarah Roonda Jata Hai To Phr
Kisi Say Ehsaas Ka Rishta Joornay ka Dil Nahin Karta
چیزوں کی اہمیت نہیں ہوتی وہ کبھی نہ کبھی مل جاتی ہیں صرف انسان ہیں جن کا نعمل البدل نہیں ہوتا وہ نہیں ملتے
Cheezon ki ehmiyat nahi hoti Wo kabhi na kabhi mil jati hain Sirf insan hain jinka naem ul badal nahi hota wo nahi milte

جو کچھ تم کرتے ہو اللہ اس سے پوری طرح با خبر ہے
Jo kuch tum karte ho Allah us se puri tarah ba-khabar hai

زندگی جب کچھ دیتی ہے تو احسان نہیں کرتی
اور جب کچھ لیتی ہے تو لحاظ نہیں کرتی
Zindagi Jab Kuch Daiti Hai To Ehsaan Nahin Karti
Aur Jab Laiti Hai To Lehaaz Nahin Karti

پریشانی حالات سے نہیں خیالات سے پیدا ہوتی ہے
Pareshani haalat se nahi khayalaat se paida hoti hai
جمہوریت کا کمال یہ ہے کے وہ ووٹ کی طاقت کے ذریعے بھیڑوں کو بھیڑیا چننے کی آزادی دیتی ہے
Jamhooriyat ka kamal ye hay k wo voot ki taqat k zariye bhairon ko bhairiiya chun’ne ki azadi deti hai

آپ سیکھنا چاہیں تو آپکی ہر غلطی آپکو سبق دیتی ہے
Aap seekhna chahen to aapki har ghalti apko sabaq deti hay
شکر ہے کے موت سب کو آتی ہے
ورنہ امیر اس بات کا مذاق بنا لیتے
غریب تھا اس لیے مر گیا
Shukar Hai Kay Moot Sab Ko Aati Hai
Warna Ameer Is Baat Ka Mazaq Bana Laitay Kay Gareeb Tha Is Liay Mar Gaya
لکھنے والے نے کیا خوب لکھا ہے
زندگی جب مایوس ہوتی ہے
تبھی محسوس ہوتی ہے
Likhnay Walay Ne Kia Khoob Li
kha Hai
Zindagi Jab Mayous Hoti Hai
Tabhee Mehsoos Hoti Hai
Related quotes Dosti Shayari in Urdu 2 Line