20+ Best Romantic Quotes & Poetry in Urdu That You Never Read Before
Dear friends, if you are looking for quotes in Urdu then you have come to the right post. I have collected 20+ best romantic quotes & poetry in Urdu that you never read before for you some that will touch your heart.
Therefore explore 20+ best romantic quotes & poetry in Urdu that you never read before. Read and share these heartfelt quotes to delight your loved ones.
کبھی کبھی چپ رہنا شکوہ کرنے سے زیادہ اچھا ہوتا ہے کیونکہ جن کو ہماری شکایت سے فرق نہیں پڑتا ان کے سامنے اپنے الفاظ کیوں ضائع کریں
Kabhi kabhi chup rehna shikwa karne se zyada acha hota hai kyun ke jin ko hamari shikayat se farq nahi parta un ke samne apne alfaaz kyun zaya karein
اکثر جن چیزوں سے اللہ تعالیٰ نے انسان کو محروم رکھا ہوتا ہے اس میں چھپی ہوئی حکمت انسانی سمجھ سے بالاتر ہے، ورنہ انسان آسانی سے صبر کر لے، اسی لیے انسان میں صبر کرنے کی ہمت کم ہوتی ہے
Aksar jin cheezon se Allah Ta’ala ne insaan ko mehroom rakha hota hai us mein chhupi hui hikmat insani samajh se balatar hai, warna insaan asaani se sabr kar le, isi liye insaan mein sabr karne ki himmat kam hoti hai
20+ Best Motivational Urdu Quotes to Inspire Your Daily Life
اپنوں کی غلطیاں بھی اپنی ہی ہوتی ہیں، مل جل کر سدھار لینی چاہئیں، انا اور تکبر کی دستار باندھ کر دوسروں کے جھکنے کا انتظار نہیں کرنا چاہیے، یہی رشتوں کی بقاء کا راز ہے
Apno ki ghaltiyan bhi apni hi hoti hain, mil jul kar sudhar leni chahiyein, ana aur takabbur ki dastaar baandh kar doosron ke jhukne ka intezaar nahi karna chahiye, yahi rishton ki baqa ka raaz hai
معاشرتی تنزلی کی بڑی وجہ یہ ہے کہ لوگ اخلاقی برائیوں کا ازالہ عبادتوں سے کرنا چاہتے ہیں
Muasharti tanazuli ki badi wajah yeh hai ke log ikhlaqi buraiyon ka azaala ibadaton se karna chahte hain
جو برداشت کرنے کا فن جانتا ہے وہ زندگی کی کوئی جنگ نہیں ہار سکتا
Jo bardasht karne ka fun jaanta hai woh zindagi ki koi jang nahi haar sakta
اکثر حالات میں ناکامی کی وجہ یہ ہوتی ہے کہ آدمی جلدی کامیابی چاہتا ہے
Aksar halaat mein nakaami ki wajah yeh hoti hai ke aadmi jaldi kaamyaabi chahta hai
ہارنا سیکھو تاکہ تمہیں جیتنے کا طریقہ آ سکے
عربی کہاوت
Haarna seekho taake tumhein jeetne ka tareeqa aa sake. Arabi Kahawat
اولاد کو نئے کپڑوں اور جوتوں میں دیکھ کر، خود پرانے جوتے اور کپڑے پہن کر مسکرانے والی ہستی کو باپ کہتے ہیں
Aulad ko naye kapdon aur jooton mein dekh kar, khud purane jootay aur kapray pehn kar muskurane wali hasti ko baap kehte hain
20+ Heart-Touching Urdu Poetry Quotes About Love, Life, and Pain
اگر بڑی سے بڑی خوشی اولاد دیتی ہے تو بڑے سے بڑا دکھ بھی اولاد ہی سے ملتا ہے، اللہ کسی کو بداخلاق اور نافرمان اولاد نہ دے، آمین
Agar badi se badi khushi aulad deti hai to bade se bada dukh bhi aulad hi se milta hai, Allah kisi ko badakhlaq aur nafarmaan aulad na de, Aameen
مرد کی خاصیت یہ بھی ہے کہ نبھانے پر آئے تو ایک ہی عورت پر اپنی زندگی ختم کر دے، اور چھوڑنے پر آئے تو چار کو بھی اپنا کر چھوڑ دے
Mard ki khaasiyat yeh bhi hai ke nibhanay par aaye to aik hi aurat par apni zindagi khatam kar de, aur chhorne par aaye to chaar ko bhi apna kar chhor de
زہریلے تعلقات کو کاٹ دینا ہی مناسب ہے، سانپوں سے حسنِ سلوک جرم ہے
Zehreelay taalluqaat ko kaat dena hi munaasib hai, saanpon se husn-e-sulook jurm hai
رات سب کا بھرم رکھ لیتی ہے کون سوتا ہے کون روتا ہے
Raat sab ka bharam rakh leti hai kaun sota hai kaun rota hai
انسان کی کامیابیوں اور ذلت کے پیچھے عورت کا ہاتھ ہوتا ہے چینی کہاوت
Insaan ki kaamyaabiyon aur zillat ke peeche aurat ka haath hota hai Cheeni Kahawat
تلخ حقائق میں رہتے ہوئے بھی حسین تصورات پالنا انسانی ذہن کا وہ کمال ہے جس کا کوئی زوال نہیں
Talkh haqaiq mein rehte hue bhi haseen tasawwuraat paalna insani zehan ka woh kamaal hai jis ka koi zawal nahi
20+ Deep Urdu Quotes for Status, Captions & Inner Peace
جب حالات جھکا دیں اُٹھیں اللہ سے رجوع کریں، جب عروج پر ہوں تو جھک جائیں اللہ کا شکر ادا کریں
Jab haalaat jhuka dein uthain Allah se rujoo karein, jab urooj par hon to jhuk jaayein Allah ka shukar ada karein
شیطان کے سب وار جب خالی جاتے ہیں تو وہ اپنا آخری حربہ استعمال کرتا ہے اور وہ آخری حربہ یہ ہے کہ وہ انسان کے اندر نیکی کا گھمنڈ پیدا کر دیتا ہے
Shaitaan ke sab waar jab khaali jaate hain to woh apna aakhri harba istemaal karta hai aur woh aakhri harba yeh hai ke woh insaan ke andar neki ka ghamand paida kar deta hai
قرآن پڑھتے ہوئے لگتا ہے جیسے وہ دلاسہ دے رہا ہو
میں ہوں نہ تمہارے ساتھ
Quran parhte hue lagta hai jaise woh dilaasa de raha ho: “Main hoon na tumhare saath
کسی ایک پریشانی کو اتنی اہمیت نہ دو کہ تم اپنے پاس موجود ہزار خوشیوں کو بھول جاؤ
Kisi aik pareshani ko itni ahmiyat na do ke tum apne paas mojood hazaar khushiyon ko bhool jao
دنیا بہت عجیب جگہ ہے، جب چلنا نہیں سیکھا تھا تو کوئی گرنے نہیں دیتا تھا اور جب سے چلنا سیکھا ہے تو قدم قدم پر لوگ گرانا چاہتے ہیں
Duniya bohot ajeeb jagah hai jab chalna nahi seekha tha to koi girne nahi deta tha aur jab se chalna seekha hai to qadam qadam par log giraana chahte hain
20+ Motivational Urdu Quotes That Will Change the Way You Think
خوشی یہ نہیں کہ جو چاہو وہ سب کچھ پا لو بلکہ اصل خوشی یہ ہے کہ جو کچھ تمہارے پاس ہے اس میں دل سے خوش رہو کیونکہ پیسہ خوشی نہیں خرید سکتا سادگی میں چھپی یہ بات زندگی کا سب سے قیمتی سبق ہے قناعت سکون دل کا اطمینان
Khushi yeh nahi ke jo chaho woh sab kuch paa lo, balki asal khushi yeh hai ke jo kuch tumhare paas hai us mein dil se khush raho kyun ke paisa khushi nahi khareed sakta, saadgi mein chhupi yeh baat zindagi ka sabse qeemti sabaq hai qana’at sukoon dil ka itminan
اندھیرے سے نہیں اندھیرے میں رکھنے والوں سے اللہ کی پناہ مانگا کریں
Andhere se nahi andhere mein rakhne walon se Allah ki panah manga karein
جب تمہارے پاس جائے نماز ہے تو تمہیں رونے کے لیے کندھے تلاش کرنے کی ضرورت نہیں
Jab tumhare paas jaaye namaz hai to tumhein rone ke liye kandhe talaash karne ki zaroorat nahi
20+ Powerful Urdu Poetry Quotes That Reflect Life’s Harsh Truths
شکلیں صورتیں اہم نہیں ہوتیں اعمال اہم ہوتے ہیں، نیتیں اہم ہوتی ہیں
Shaklein sooratein ahm nahi hotin a’maal ahm hotay hain, niyatein ahm hoti hain
لوگوں کی باتیں پتھروں کی طرح ہوتی ہیں ان کو پیٹھ پر لاد لو گے تو یہ پیٹھ ٹوٹ جائے گی، ان کو اپنے قدموں تلے ایک برج بنا لو تو ان پر چڑھ کے بلند ہوتے جاؤ
Logon ki baatein pathron ki tarah hoti hain un ko peeth par laad loge to yeh peeth toot jaayegi, un ko apne qadmon talay aik burj bana lo to un par charh ke buland hotay jao
اچھا فیصلہ کرنے کی صلاحیت تجربے سے پیدا ہوتی ہے اور تجربہ خراب فیصلوں سے آتا ہے یہی زندگی ہے، لہٰذا پچھتاوا نہ کریں غلطیوں سے سبق حاصل کریں اور زندگی میں قدم آگے بڑھاتے رہیں
Acha faisla karne ki salahiyat tajurbe se paida hoti hai aur tajurba kharab faislon se aata hai, yahi zindagi hai lehaza pachtawa na karein ghaltiyon se sabaq hasil karein aur zindagi mein qadam aagay barhatey rahein
Frequently asked questions
How can one say “Work hard in silence and let your success make the noise” in Urdu?
Consider this contemporary Urdu alternative that captures the exact spirit.
“محنت اتنی خاموشی سے کرو کہ تمہاری کامیابی شور مچا دے۔”
“mehnat itni khamoshi se kro k Tumhari kamyabi shor macha dy.”
This quote conveys that restraint in effort lets results speak for themselves.
How do you render “If I did anything right in my life, it was when I gave my heart to you” in Urdu?
A poetic alternate that beautifully reflects the sentiment
“سبھی کچھ ہے تیرا دیا ہوا، میرا دل بھی تیرا دیا ہوا”
“Sabhi kuch hai tera diya hua, mera dil bhi tera diya hua.”
Meaning: “Everything in me—including my heart—I have entrusted to you.” This is beautifully echoed in a couplet by Faiz Ahmed Faiz
Who authored the immortal Urdu verse “Main akela hi chala tha jānb‑e‑manzil…”?
That line is attributed to Majrooh Sultanpuri, penned in his ghazal featured in Bollywood’s Mera Nām Joker (1970). It eloquently describes beginning alone yet gradually building a following.
main akelā hī chalā thā jānb‑e‑manzil, log sāth āte gaye aur kārwān bantā gayā
Poetistic
What is the Urdu equivalent of the English word “quotes”?
The standard Urdu translation is “اقتباس” (Iqtibās), especially in the context of referencing texts or sayings.
Other commonly used words include
اقوال (Aqwāl) – sayings or statements
حوالہ (Hawālā denā) – to cite or reference
These are widely cited in Urdu dictionaries and literary sites.
Who composed the verse “Zarā nam ho to yeh mittī bārī zarkhaiz hai, sāqī”?
This renowned couplet is by Allama Muhammad Iqbal, featured in stanza 9 of his nazm Sāqī Nāmā from Bāl‑e‑Jibrīl. It conveys a hopeful message—that even barren soil will revive with just a drop of moisture
نہیں ہے ناامید اقبال اپنی کشتِ ویران سے
Conclusion
In the end, I will only say that these 20+ best romantic quotes & poetry in Urdu that you never read before must have surely touched your heart. So, do not limit these selected beautiful sayings to yourself, but definitely share them with your loved ones and lovers on WhatsApp, Instagram or Facebook.
Remember, with romantic quotes and poetry, you can also conquer those hearts that have been locked for years, so try and conquer your love.ذرا نم ہو تو یہ مٹی بہت زرخیز ہے ساقی
Read More 30+ Deep Reality Urdu Quotes for Daily Inspiration