Hazrat Umer Farooq Quotes in Urdu
Hazrat Umer Farooq, the second caliph of Islam, is known for his wisdom and leadership. Hazrat Umer Farooq quotes in Urdu reflect deep insights into justice, responsibility, and faith.
The sayings of Hazrat Umer Farooq resonate with people, as they provide guidance in various aspects of life. Many of his quotes are available in Urdu, allowing a wider audience to connect with his profound thoughts.
These Hazrat Umer Farooq Quotes in Urdu inspire individuals to lead a life of integrity and dedication to their beliefs.
ہمیشہ سچ بولو چاہے سچ بولنے سے
تمہاری جان ہی چلی جائے
Hamesha sach bolo chahe
sach bolne se tumhari jaan
hi chali jaye
جو شخص اپنا راز چھپاتا ہے وہ اپنا
اختیار اپنے ہاتھ میں رکھتا ہے
Jo shakhs apna raaz chupata
hai wo apna ikhtiyar apne haath
mein rakhta hai
جس عالم کو دیکھو کہ وہ دنیا سے
محبت رکھتا ہے تو دین کے معاملے میں
اس پر اعتبار نہ کرو
Jis aalim ko dekho ke wo duniya se
mohabbat rakhta hai toh deen ke maamle mein us par aitbaar na karo
غصے کے وقت انسان کے اخلاق کا
صحیح پتہ چلتا ہے
Ghusse ke waqt insaan ke ikhlaaq ka
sahi pata chalta hai
جس نے رب کے لیے جھکنا سیکھ لیا
وہی علم والا ہے کیونکہ علم کی پہچان
عاجزی ہے اور جاہل کی پہچان تکبر ہے
Jis ne Rab ke liye jhukna seekh liya
wohi ilm wala hai kyunke ilm ki pehchan
aajzi hai aur jaahil ki pehchan takabbur hai
ایمان کے بعد بڑی نعمت نیک
عورت ہے
Imaan ke baad bari naimat naik
aurat hai
تم جس سے نفرت کرتے ہو اس سے
ہوشیار رہو
Tum jis se nafrat karte ho us se
hoshiyar raho
مجھے اس دن سے خوف اتا ہے جب
کفار اپنے باطل پر ہونے میں فخر محسوس
کرنے لگیں اور مسلمان اپنے ایمان پر شرم
محسوس کرنے لگیں
Mujhe us din se khauf aata hai jab
kuffar apne baatil par hone mein fakhr mehsoos karne lagein aur musalman apne imaan par sharm mehsoos karne lagein
کم کھانے میں صحت ہے کم بولنے
میں سمجھداری ہے اور کم سونا
عبادت ہے
Kam khane mein sehat hai, kam bolne
mein samajhdari hai aur kam sona
ibadat hai
جو ریاست مجرموں پر رحم کرتی
ہے وہاں کے بے گناہ لوگ بڑی بے
رحمی سے مرتے ہیں
Jo riyasat mujrimoon par reham karti hai,
wahan ke be-gunah log badi be-rahmi se marte hain
اگر سادہ یا پرانے کپڑے پہننے سے
عزت میں کمی اتی تو 17 پیوند لگی
قمیض پہننے والے حضرت عمر فاروق
22 لاکھ مربع میل کے حکمران نہ بنتے
Agar saada ya purane kapde pehnne se
izzat mein kami aati to 17 peewand lagi
qameez pehnne wale Hazrat Umar Farooq
22 lakh murabba meel ke hukmaran na bante
Hello.
Good cheer to all on this beautiful day!!!!!
Good luck 🙂