20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
Hazrat Abu Bakr R.A was first Khalifa of Islam brave and wise person, I have collected 20 Best Hazrat Abu Bakr quotes from his life. The name of Hazrat Syedna Abu Bakr Siddique (may Allah be pleased with him) is Abdullah bin Usman bin Amir bin Amr bin Ka’b bin Tayyim bin Marah bin Ka’b.
There are a total of six lineages in your lineage to Marah Bin Ka’b. By going to Marah Bin Ka’b, the chain of Prophet Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) is connected. His surname is Abu Bakr.
(Al-Ma’jam al-Kabeer, narrated by Abi Bakr al-Siddiq Wasimah, 1:1)
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
میری تنخواہ ایک مزدور کے برابر مقرر کی جائے اگر میرا گزارا نہ ہوا تو مزدور کی اجرت بڑھا دونگا
Meri tankhwah ek mazdoor ke barabar muqarrar ki jaye agar mera guzara na hua to mazdoor ki ujrat barha doonga
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
گناہ سے توبہ کرنا واجب ہے مگر گناہ سے بچنا واجب تر ہے
Gunah se tauba karna wajib hai magar gunah se bachna wajib tar hai
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
میں جب سے مسلمان ہوا ہوں کبھی پیٹ بھر کر نہیں کھایا تاکہ عبادت کی حلاوت نصیب ہو اور جب سے اسلام قبول کیا ہے اللہ پاک کی ملاقات کے شوق کے سبب کبھی سیر ہو کر نہیں پیا
Main jab se Musalman hua hoon kabhi pait bhar kar nahi khaya taake ibadat ki halawat naseeb ho aur jab se Islam qubool kiya hai Allah Pak ki mulaqat ke shauq ke sabab kabhi sair ho kar nahi piya
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
جسے یہ پسند ہو کہ اللہ پاک بروز قیامت اسے جہنم کی آگ سے محفوظ رکھے تو اسے چاہیے کہ مومن کے لیے مہربان اور نرم دل ہو
Jisay yeh pasand ho ke Allah Pak baroz qayamat usay jahannum ki aag se mehfooz rakhe to usay chahiye ke momin ke liye mehrban aur naram dil ho
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
اے لوگو جھوٹ سے بچو کیونکہ جھوٹ ایمان کے مخالف ہے
Aye logo jhoot se bacho kyun ke jhoot imaan ke mukhalif hai
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
جس قوم میں بری باتیں عام ہو جاتی ہیں اللہ ان پر مصیبت کو مسلط کر دیتا ہے
Jis qaum mein buri baatein aam ho jati hain Allah un par museebat ko musallat kar deta hai
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
جب تجھ سے کوئی نیکی فوت ہو جائے تو اس کا تدارک کر اور اگر کوئی بدی تجھے آ گھیرے تو اس سے بچ
Jab tujh se koi neki foot ho jaye to uska tadarak kar aur agar koi badi tujh se aa ghery to us se bach
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
شہوت کے سبب بادشاہ غلام بن جاتے ہیں اور صبر سے غلام بادشاہ بن جاتے ہیں
Shehwat ke sabab badshah ghulam ban jatay hain aur sabr se ghulam badshah ban jatay hain
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
جس شخص نے گناہوں کو ترک کیا اس کا دل نرم ہو گیا اور جس نے حرام کو ترک کیا اس کا فکر و اندیشہ صاف ہو گیا
Jis shakhs ne gunahon ko tark kiya uska dil naram ho gaya aur jis ne haram ko tark kiya uska fikr o andesha saaf ho gaya
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
آخرت تاریکی ہے اور اس کا چراغ نیک عمل ہے
Aakhirat tareeki hai aur iska chirag nek amal hai
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
صدقہ فقیر کے سامنے عاجزی سے با ادب پیش کر کیونکہ خوش دلی سے صدقہ دینا قبولیت کی نشانی ہے
Sadqa faqeer ke samnay aajizi se baadab paish kar kyun ke khush dili se sadqa dena qabooliyat ki nishani hai
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
اگر میں اچھا کروں تو تم میری مدد کرو اگر برا کروں تو مجھے سیدھا کرو
Agar main acha karoon to tum meri madad karo agar bura karoon to mujhe seedha karo
20 Best Hazrat Abu Bakr Quotes
اللہ رب العزت رحم کرے اس مرد پر جس نے اپنی جان سے اپنے بھائی کی مدد کی
Allah Rabbul Izzat reham kare us mard par jis ne apni jaan se apne bhai ki madad ki
شراب پینے والے کی عزت اور انسانیت دونوں ضیا ہو جاتی ہیں
Sharab peene wale ki izzat aur insaniyat dono zaya ho jati hain
کاش میں سبزہ ہوتا اور مجھے چرند پرند کھاتے اور خوف عذاب اور وحشت یوم حساب کا سوچ کر خیال کرتا ہوں کہ کاش مجھے پیدا ہی نہ کیا جاتا
Kaash main sabza hota aur mujhe charind parind khate aur khauf-e-azab aur wehsat-e-yom-e-hisab ka soch kar khayal karta hoon ke kaash mujhe paida hi na kiya jata
جب زبان خراب ہو جاتی ہے تو انسان روتے ہیں جب دل خراب ہو جاتا ہے تو اس پر فرشتے روتے ہیں
Jab zubaan kharab ho jati hai to insaan rote hain jab dil kharab ho jata hai to is par farishte rote hain
A lot of thanks for all your work on this website. Betty really loves doing internet research and it is easy to understand why. Most people know all of the dynamic method you give useful techniques through the blog and even recommend participation from some others on that article then my daughter is certainly understanding a great deal. Have fun with the rest of the year. You are conducting a really good job.