20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

Molana Rumi is famous for his 40 rules of love and spirituality he is a wise person of Islamic history, here you can read 20 all time best Rumi quotes in urdu. If you enjoy please share with your friends.

 

دنیا کے تکبر سے انسان اتنا برباد نہیں ہوتاجتنا دین کے تکبر سے برباد ہوتا ہےایسے نیک نہ بنیں کہ ہر بندہ ہی گنہگار نظر آنے لگے

Duniya ke takabbur se insaan itna barbaad nahi hota jitna deen ke takabbur se barbaad hota hai. Aise naik na banein kehar banda hi gunahgaar nazar aane lage

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

ڈر کی سوچ اور کشمکش سے باہر نکلو اور خاموشی میں زندہ رہو

Dar ki soch aur kashmakash se bahar niklo aur khamoshi mein zinda raho

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

گفتگو سے سمجھ بوجھ میں اضافہ ہوتا ہے لیکن تنہائی وہ مدرسہ ہے جہاں عظیم ذہن بنتے ہیں

Guftagu se samajh boojh mein izafa hota hai lekin tanhai woh madrassa hai jahan azeem zehan bante hain

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

تیری داڑھی تیرے بعد پیدا ہوئی مگر سفید ہو گئی لیکن تو ابھی تک ویسے کا ویسا کالا ہے

Teri daadhi tere baad paida hui magar safed ho gayi lekin tu abhi tak waise ka waise kaala hai

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu 

Read 30 Best Hazrat Ali quotes here 

کیا تم نے کبھی ایک پیج کو زمین پر گرتے دیکھا جو نئی زندگی کے ساتھ نہ اُگا ہو؟ تو پھر تمہیں اس بیج پر کیوں شکوہ ہے جس کا نام انسان ہے

Kya tumne kabhi aik beej ko zameen par girte dekha jo nai zindagi ke sath na uga ho? To phir tumhein us beej par kyun shikawa hai jis ka naam insaan hai

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

خدا تمہیں پہچان لیتا ہے چاہے تم کوئی بھی پردہ اوڑھ لو جو تم نہیں کہتے وہ اسے بھی سنتا ہے

Khuda tumhein pehchaan leta hai chahe tum koi bhi parda oodh lo, jo tum nahi kehte woh usay bhi sunta hai

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

تم استغفار کی عادت اپنا لو اللہ پاک تمہاری ہر کمزوری کو قوت میں بدل دے گا

Tum astaghfar ki aadat apna lo, Allah Paak tumhari har kamzori ko quwwat mein badal dega

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

جب زندگی میں تنہا ہو جاؤ تو سمجھ جاؤ تمہارا رب تمہارے ساتھ وقت گزارنا چاہتا ہے اور اسی لیے اس نے سب کو تم سے دور کیا

Jab zindagi mein tanha ho jao to samajh jao tumhara Rabb tumhare sath waqt guzarna chahta hai aur isi liye usne sab ko tumse door kiya

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

روح اتنی قریب ہے کہ تم اسے دیکھ نہیں سکتے لیکن محسوس کر سکتے ہو

Rooh itni qareeb hai ke tum usay dekh nahi sakte lekin mehsoos kar sakte ho

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

صبر انسان میں محبت اور سکون محسوس کرنے کی صلاحیت بڑھاتا ہے

Sabr insaan mein mohabbat aur sukoon mehsoos karne ki salahiyat barhata hai

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

جتنے اس دنیا میں انسان ہیں اتنے اللہ تک جانے کے راستے ہیں

Jitne is duniya mein insaan hain, utne Allah tak jane ke raste hain

 

 

زندگی کو ہمیشہ امانت سمجھو کیونکہ یہ عنقریب چلی جائے گی

Zindagi ko hamesha amanat samjho kyunke yeh anqareeb chali jayegi

 

تھوڑی دیر کے لیے قبرستان جا اور خاموشی سے بیٹھ
اور ان بولنے والوں کی خاموشی دیکھ

Thore dair k leye kaberstan ja aur khamoshi say beth
aur un bolnay walu ki khamoshi dekh

20 All Time Best Rumi Quotes in Urdu

 

جبرائیل کی طاقت خوراک کی وجہ سے نہیں بلکہ
اللہ تعالیٰ کی وجہ سے ہے

Jibreel ki takat khoraak ki waja say nahi balkay
allah talah ki waja say hay

 

دوسروں سے مدد مانگنے سے آپ کی ضرورت تو پوری ہو جاتی ہے لیکن عزت ختم ہو جاتی ہے

Doosru say madad magnay say aap ki zaroorat to poori ho jati hay laikin ezat khatam ho jati hay

 

جن لوگوں کے دل سخت ہو جاتے ہیں
ان کو اپنے گناہ اچھے لگتے ہیں

Jin logon k dil sakhat ho jate hain
un ko apne gunah ache hain lagty hain

اگر میرا علم مجھے انسان سے
محبت کرنا نہیں سکھاتا تو ایک جاہل
مجھ سے ہزار درجہ بہتر ہے

Agar mera ilm mujhey insaan se mohabbat karna nahi sikhata to ek jaahil mujh se hazar darza bahtar hai

 

انسان اپنے اندر چھپی ہوئی نفسانی خواہش
کی وجہ سے برے لوگوں سے مغلوب ہو جاتا ہے

Insaan apne andar chupi hui nafsani khwahish ki wajah se bure logon se maghloob ho jaata hai

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *