15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

Sad Poetry in Urdu is a powerful expression of sorrow, heartache, and emotional depth. It paints a vivid picture of grief and loneliness, transforming pain into poetry that touches the soul. Through delicate words and heartfelt verses, this genre gives voice to the silent struggles we often carry within.

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

From the timeless thoughts of Mirza Ghalib to the heartfelt emotions of Ahmad Faraz, Urdu poetry has long been a sanctuary for broken hearts. Each verse is a reflection of human experience—raw, honest, and beautifully tragic. It not only helps us understand our own feelings but also connects us to the silent pain of others. I have collected 15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry.

Sad Poetry in Urdu

Whether you’re going through a difficult time or simply drawn to the beauty of emotional expression, Sad Urdu Poetry offers comfort, clarity, and a deep sense of connection.

 

Best Urdu Shayari

میں آخر وقت ادا کا ہوں

تم مجھ کو وفا سوچ کے کرنا

تمہاری ترقیاں منصوب ہیں مجھ سے جاناں

تم بھی میرے حق میں دعا سوچ کے کرنا

اور میں گیا تو سمجھ تیرا سب گیا

ان وقتی یاروں کے لیے مجھ سے جفا سوچ کے کرنا

Main aakhir waqt ada ka hoon

Tum mujh ko wafa soch ke karna

Tumhari taraqqiyan mansub hain mujh se jaanan

Tum bhi mere haq mein dua soch ke karna

Aur main gaya to samajh tera sab gaya

Un waqti yaaron ke liye mujh se jafa soch ke karna

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

کبھی یہ دعا کہ وہ میرا ہے فقط میرا

کبھی یہ ڈر کہ وہ مجھ سے جدا تو نہیں

کبھی یہ دعا کہ اسے مل جائیں سارے جہاں کی خوشیاں

کبھی یہ خوف کہ وہ خوش میرے بنا تو نہیں

کبھی یہ جتن کہ بس جاؤں اس کی نگاہوں میں

کبھی یہ ڈر کہ اس کی نگاہوں کو کسی نے دیکھا تو نہیں

کبھی یہ خواہش کہ زندہ ہو کے منتظر اس کا

کبھی یہ وہم کہ وہ کسی سے ملا تو نہیں

کبھی یہ آرزو کہ وہ جو مانگے مل جائے اسے محسن

کبھی یہ وسوسہ کہ اس نے میرے سوا کچھ مانگا تو نہیں

Kabhi yeh dua ke woh mera hai faqat mera

Kabhi yeh dar ke woh mujh se juda to nahi

Kabhi yeh dua ke usay mil jaayein saare jahan ki khushiyan

Kabhi yeh khauf ke woh khush mere bina to nahi

Kabhi yeh jatan ke bas jaaun us ki nigaahon mein

Kabhi yeh dar ke us ki nigaahon ko kisi ne dekha to nahi

Kabhi yeh khwahish ke zinda ho ke muntazir us ka

Kabhi yeh wahm ke woh kisi se mila to nahi

Kabhi yeh aarzoo ke woh jo maange mil jaaye usay Mohsin

Kabhi yeh waswasa ke us ne mere siwa kuch maanga to nahi

 

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

چاک دامان کو جو دیکھا تو ملا عید کا چاند

اپنی تقدیر کہاں بھول گیا عید کا چاند

ان کے ابروئے خمیدہ کی طرح دیکھا ہے

اپنی آنکھوں میں بڑی دیر چمکا عید کا چاند

جانے کیوں آپ کے رخسار مہک اٹھے ہیں

جب بھی کان میں چمکے سے کہا عید کا چاند

دور ویراں لبِ ہنر میں دیا ہو جیسے

غم کی دیوار سے دیکھا تو لگا عید کا چاند

لے کے حالات کے صحراؤں میں آ جاتا ہے

آج بھی خلّد کی رنگیں فضا عید کا چاند

تمثیلات بڑھ گئیں جب زیست کے پیمانے میں

شوق کو درد کے ماروں نے پیا عید کا چاند

چشم تو وسعت افلاک میں کھو دی ساہر

دل نے اک اور جگہ ڈھونڈ لیا عید کا چاند

Chaak daamaan ko jo dekha to mila Eid ka chaand Apni taqdeer kahan bhool gaya Eid ka chaand

Un ke abru-e-khamida ki tarah dekha hai Apni aankhon mein badi der chamka Eid ka chaand

Jaane kyun aap ke rukhshaar mehak uthay

hain Jab bhi kaan mein chamke se kaha Eid ka chaand

Door weeraan lab-e-hunar mein diya ho jaise

Gham ki deewar se dekha to laga Eid ka chaand

Le ke haalaat ke sehraon mein aa jaata hai

Aaj bhi Khuld ki rangeen fiza Eid ka chaand

Tamsilaat barh gayin jab zeest ke pemaane

 mein Shauq ko dard ke maaron ne piya Eid ka chaand

 

کبھی کسی کو مکمل جہاں نہیں ملتا

کہیں زمین کہیں آسمان نہیں ملتا

تمام شہر میں ایسا نہیں خلوص نہ ہو

جہاں امید ہو اس کی وہاں نہیں ملتا

کہاں چراغ جلائیں کہاں گلاب رکھیں

چھتیں تو ملتی ہیں لیکن مکاں نہیں ملتا

یہ کیا عذاب ہے سب اپنے آپ میں گم ہیں

زباں ملی ہے مگر ہم زباں نہیں ملتا

چراغ جلتے ہی بینائی بجھنے لگتی ہے

خود اپنے گھر میں ہی گھر کا نشان نہیں ملتا

Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta Kahin zameen kahin aasman nahi milta

Tamaam sheher mein aisa nahi khalus na ho Jahan umeed ho us ki wahan nahi milta

Kahan chiraagh jalaayein kahan gulaab rakhein Chhatein to milti hain lekin makaan nahi milta

Yeh kya azaab hai sab apne aap mein gum hain Zubaan mili hai magar hum zubaan nahi milta

Chiraagh jalte hi beenaai bujhne lagti hai Khud apne ghar mein hi ghar ka nishaan nahi milta

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

غم کی بارش نے بھی تیرے نقش کو دھویا نہیں

تو نے مجھ کو کھو دیا، میں نے تجھے کھویا نہیں

نیند کا ہلکا گلابی سا خمار آنکھوں میں تھا

یوں لگا جیسے وہ شب کو دیر تک سویا نہیں

ہر طرف دیوار و در اور ان میں آنکھوں کے ہجوم

کہہ سکتے جو دل کی حالت وہ لب گویا نہیں

جرم آدم نے کیا اور نسل آدم کو سزا

کاٹتا ہوں زندگی بھر میں نے جو بویا نہیں

جانتا ہوں ایک ایسے شخص کو میں بھی منیر

غم سے پتھر ہو گیا لیکن کبھی رویا نہیں

Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi

Tu ne mujh ko kho diya, main ne tujhe khoya nahi

Neend ka halka gulaabi sa khumaar aankhon mein tha

Yoon laga jaise woh shab ko der tak soya nahi

Har taraf deewar o dar aur un mein aankhon ke hujoom

Keh sakte jo dil ki haalat woh lab goya nahi

Jurm Adam ne kiya aur nasl-e-Adam ko sazaa

Kaatta hoon zindagi bhar main ne jo boya nahi

Jaanta hoon ek aise shakhs ko main bhi Muneer

Gham se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahi

 

غم مجھے حسرت مجھے وحشت مجھے سودا مجھے

ایک دل دے کر خدا نے دے دیا کیا کیا مجھے

ہے حصول آرزو کا راز ترک آرزو

میں نے دنیا چھوڑ دی تو مل گئی دنیا مجھے

یہ نماز عشق ہے کیسا ادب کس کا ادب

اپنے پائے ناز پر کرنے بھی دے سجدہ مجھے

کہہ کے سویا ہوں یہ اپنے اضطراب شوق سے

جب وہ آئیں قبر پر فوراً جگا دینا مجھے

صبح تک کیا کیا تری امید نے طعنے دیئے

آںگیا تھا شام غم اک نیند کا جھونکا مجھے

دیکھتے ہی دیکھتے دنیا سے روٹھ جاؤں گا

دیکھتی کی دیکھتی رہ جائے گی دنیا مجھے

جلوہ گر ہے اس میں اے سیماب اک دنیائے حسن

جام جم سے ہے زیادہ دل کا آئینہ مجھے

Gham mujhe hasrat mujhe, wehshat mujhe, sauda mujhe Ek dil de kar Khuda ne de diya kya kya mujhe

Hai husool-e-aarzoo ka raaz tark-e-aarzoo Main ne duniya chhor di to mil gayi duniya mujhe

Yeh namaz-e-ishq hai kaisa adab kis ka adab Apne paaye-naaz par karne bhi de sajda mujhe

Keh ke soya hoon yeh apne iztirab-e-shauq se Jab woh aayein qabr par foran jaga dena mujhe

Subah tak kya kya teri umeed ne taane diye Aa gaya tha shaam-e-gham ek neend ka jhonka mujhe

Dekhte hi dekhte duniya se rooth jaaunga Dekhti ki dekhti reh jaayegi duniya mujhe

Jalwa gar hai is mein ae seemaab ik duniya-e-husn Jaam-e-Jam se hai zyada dil ka aaina mujhe

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry
15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

شعلہ ہوں بھڑکنے کی گزارش نہیں کرتا

سچ منہ سے نکل جاتا ہے کوشش نہیں کرتا

گرتی ہوئی دیوار کا ہمدرد ہوں لیکن

چڑھتے ہوئے سورج کی پرستش نہیں کرتا

رہتا ہوں فقیروں کی دعاؤں کا طلبگار

شاہوں سے تمنا ستائش نہیں کرتا

ماتھے کے پسینے کی مہک آئے نہ جس سے

وہ خون میرے جسم میں گردش نہیں کرتا

لہروں سے لڑا کرتا ہوں میں دریا میں اتر کر

ساحل پہ کھڑے ہو کے سازش نہیں کرتا

Shola hoon bharakne ki guzaarish nahi karta Sach munh se nikal jaata hai koshish nahi karta

Girtee hui deewar ka humdard hoon lekin Chadhte hue sooraj ki parastish nahi karta

Rehta hoon fakeeron ki duaaon ka talabgaar Shaahon se tamanna sataish nahi karta

Mathay ke paseene ki mehak aaye na jis se Woh khoon mere jism mein gardish nahi karta

Lehron se lara karta hoon main darya mein utar kar Saahil pe kharay ho ke saazish nahi karta

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry
15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

 

Urdu Shayari Love

اہل محبت سے یہاں اہل شباب جیت گئے

حقیقت ہار گئی اور خواب جیت گئے

اضافہ پھر نہ ہو سکا محبت کی کہانیوں میں

عشق کی کتاب میں حوس کے کچھ باب جیت گئے

دشمنوں کے ساتھ ان کے ستم ملا کے دیکھے

مگر اس بار ظلم کی علم کی بازی میرے احباب جیت گئے

زوال کا سر قلم کرے تیرے سجدوں میں وہ شمشیر نہ رہی بندوں سے اس دور میں خدا کے عذاب جیت گئے

اب کون اٹھاتا ہے سوال مرنے کے بعد کا

محدود لوگوں سے مختصر جواب جیت گئے

میخانوں میں کہاں اب خود آشنائی ہوتی ہے

میں کیسے کہوں عباس رند اور شراب جیت گئے

Ahl-e-mohabbat se yahan ahl-e-shabaab jeet gaye

Haqeeqat haar gayi aur khwab jeet gaye

Izaafa phir na ho saka mohabbat ki kahaniyon mein

Ishq ki kitaab mein hawas ke kuch baab jeet gaye

Dushmanon ke saath un ke sitam mila ke dekhe

Magar is baar zulm ki ilm ki baazi mere ahbaab jeet gaye

Zawaal ka sar qalam kare tere sajdon mein woh shamshir na rahi

Bandon se is daur mein Khuda ke azaab jeet gaye

Ab kaun uthata hai sawaal marne ke baad ka

Mahdood logon se mukhtasir jawaab jeet gaye

Maikhaanon mein kahan ab khud aashnaai hoti hai

Main kaise kahoon Abbas rind aur sharaab jeet gaye

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry
15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

دل نے مجھے بھلا دیا

اپنی عادت کو مٹا دیا

خود غرضی تو دور کی بات

خواہشوں کو دبا دیا

سارے خواب بکھر گئے

سب سپنوں کو جلا دیا

کسی سے گلہ نہ کریں گے ہم

ہر شخص ہم نے بھلا دیا

Dil ne mujhe bhula diya

Apni aadat ko mita diya

Khud gharzi to door ki baat

Khwahishon ko daba diya

Saare khwaab bikhar gaye

Sab sapnon ko jala diya

Kisi se gila na karein ge hum

Har shakhs hum ne bhula diya

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry
15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

دیار غیر میں کیسے تجھے صدا دیتے

تو مل بھی جاتا تو آخر تجھے گنوا دیتے

تمہی نے نہ سنایا اپنا دکھ ورنہ

دعا وہ دیتے کہ آسماں ہلا دیتے

وہ تیرا غم تھا کہ تاثیر میرے لہجے کی

کہ جسے حال سناتے اسے رلا دیتے

ہمیں یہ زعم تھا کہ اب کے وہ پکاریں گے

انہیں یہ ضد تھی کہ ہر بار ہم صدا دیتے

تمہیں بھلانا اول تو دسترس میں نہیں

گر اختیار میں ہوتا تو کیا بھلا دیتے

سماعتوں کو میں تا عمر کوستا رہا وصی

وہ کچھ نہ کہتے مگر لب تو ہلا دیتے

Diyar-e-ghair mein kaise tujhe sadaa dete

Tu mil bhi jaata to aakhir tujhe gunwaa dete

Tumhi ne na sunaya apna dukh warna

Dua woh dete ke aasmaan hila dete

Woh tera gham tha ke taseer mere lehje ki

Ke jise haal sunaate use rula dete

Humein yeh zaum tha ke ab ke woh pukaarenge

Unhein yeh zid thi ke har baar hum sadaa dete

Tumhein bhulana awwal to dastaras mein nahi

Gar ikhtiyaar mein hota to kya bhula dete

Sama’aton ko main taa umar kostaa raha Wasi

Woh kuch na kehte magar lab to hila dete

 

15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry
15 Best Sad Poetry in Urdu | Sad Urdu Poetry

You May Also Like 10 Most Sad Gazals in Urdu 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *